Thursday, February 12, 2009

Chahton mein gilay nhi hotay

Chahton mein gilay nhi hotay

ishk mein zabtay nhi hotay


Yaad kartay hain dil mein tujhay

ab teray tazkray nhi hotay,


Kho ker tujhay ab khayaal aata hay

kash tujh say hum milay nhi hotay,


Meri kismat tum ban to jao magar

aaj kal mojzay nhi hotay...


0 comments:

Post a Comment