Tuesday, February 10, 2009

Kbi es tarah mere ham safar

Kbi es tarah mere ham safar

Sabi chahtein mere nam kar

Agr ho sakay to kabi kahin

Mere nam bhi koi sham kar

Mere dil k saye main aa zara !

Meri dharknon main qayam kar

yeh jo mera lafzon k phool hain

tera rastay ki ye dhol hain

kabhi in say sun meri dastan

kabhi in k sath Qlam kar.

0 comments:

Post a Comment