Wednesday, February 11, 2009

Suna Hy Aaj Kal Wo Pareshan Rehta Hy,

Suna Hy Aaj Kal Wo Pareshan Rehta Hy,

Usay Kehna Be-fiker Hum B Nahi Hain.


Suna H Wo Gumsum Rehta H,

Usay Kehna Hosh Me Ham B Nhn Hain.


Suna H Wo Ratoon Ko Jaga Karta H,

Usay Kehna Sotay Ham B Nhn Hain.


Suna H Wo Chup Chup K Rota H,

Usay Kehna Hanstay Ham B Nhn Hain.


Suna H Wo Mujhe Yaad Bohat Karta H,

Usay Kehna Bhoolay Ham B Nhn Hain.


Suna H Us ne Wafa Ka Daawa Kiya H,

Usay Kehna Be-wafa Ham Bhi Nahy.


0 comments:

Post a Comment