tumhaari nazar mein badi sey badi saza kya hogi
bataao kiss -kiss kasoor ki kya-kya saza hogi
ek muddatt sey hum humsafar hain aap ke
is sey bar kar wafa aur kya hogi
kasam khudha ki khamosh ho jayengey hum
ye bata do woh mulaakaat kab aur kahan hogi
jitney gunaah karney hain yahan karlo
kisney dekhi mulk-e-adam mein saza kya hogi
Sunday, February 1, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment