Jisay Main Chah Raha Hoon Woh Mujh Say Juda Ho Raha Hai..!!==!!
Ussay Lakh Bhulana Chah Raha Hoon Bazahir Tu Main.!=!
Par Wohi Meri Duaon Main Sar-e-Harf-e-Dua Ho Raha Hai..!!==!!
Kya Ussay Ab Zaroorat Nahi Meri Diwangi Ki.!=!
Kyou Aisa Ehsaas Mujhay K Wo Be-Wafa Ho Raha Hai..!!==!!
0 comments:
Post a Comment